Posts

Showing posts from 2018

Kesa dill or is kay kya Gham gee, by Jaun Eliya

Kesa dill or is kay kya Gham gee, yunhi baten bnaty hain hum gee Kya Bhala Aasteen or Daman, Kab se Palken bhi ab nahin Numm gee Uss se ab or baat kya krna, Khud se bhi baat kijiye kam kam gee Dill jo Dill kya tha aik mehfil tha, ab hai Darham gee or Barham gee Baat bay tor ho gai shyd, Zakham bhi ab nahin hain marham gee Haar Duniya se maan lain shyd, Dill hmary main ab nahin Dumm gee Aap se dill ki baat kese kahun, aap hee tau hain Dill kay Mehram gee Hai yeh hasrat kay Zibah ho jayun, Hai Shikan iss shikam ki Zaalim gee Kese Aakhir naa rang khelen hum, Dill lahu ho rha hai janam gee hai hraba haseena apna, roz majlis hai or matam gee Waqat dum bhar ka khel hai is main, baish az baish hai kam az kam gee hai azal se abad talak ka Hisaab, aur bs aik pal hai Paihum gee bay shikan ho gai hain wo zulfain, is gali main nahin rhy khum gee Dashat-e-Dil ka ghazaal hee naa rha, ab bhala kiss se kijiye Rammm gee

Agar Khilaf hai, Hone do Jaaan thori hai, By Rahat Indori

Image
Agar Khilaf hai, Hone do Jaaan thori hai Ye subbb Dhuwaan hai, Koi Asmaan thori hai. Lage gi Aaag tau ayen gy Ghar Kayii Zadd Main Yahan pe Sirf Hamara Makaaan Thorii Hai. Main janta Hun Kay, Dushman bhee Kamm Nahii Lekinn! Hamari Tarha Hathelii pe Jaaan Thori Hai. Hamare Munhh se jo Nikle, Wohii Sadaqat Hai Hamare Munhh Main Tumahrii Zubaan Thori hai. Jo aaj Sahib-E-Masnadd Hain, Kal Nahii Hon gy Kiraayedaar Hain, Zaatii Makaan Thori hai. Sabb ka Khoon Hai Shamil, Yahan Ki Matiii Main Kisi Kay Baap Ka Hindustaan Thori Hai.  

Ayyy Shakhs Main Teriii Justajuuu Se, Be-zaar Nahiin Hun, Thakkk Gaya Hunn!!! By Jaun Eliya

Image
Ay Subh Main Ab Kahan Raha Hun, Khuwaabon Hee Main Sarf Ho Chuka Hun. Subb Mere Bagair Mutma'in Hain, Main Subb Kay Bagair Jeee Raha Hun. Kya Hai Jo Badal Gai Hai Duniya, Main Bhee Tau Bohat Badall Gaya Hun. Goo Apne Hazaar Naam Rakh Luu, Parr Apne Siva Main orr Kya Hun. Main Juramm ka Aitraaf kr Kay, Kuch or Hai Jo Chupaa Gaya hun. Main or Faqat Ussiii Ki Khuwaahish, Akhlaaq Main Jhooth Boltaa Hun. Ek Shakhs, Jo Mujh Se Waqat Le Kar, Aaj aa Naa Saka Tau, Khush Hua Hunn. Har Shakhs se Be-Niyaaz Ho Jaa, Fr Subb se Keh Kay Main KHUDAA Hunn. Charke Tau Tujhay Diye Hain Main Ne, Per Khoon Bhee Main Hee Thuktaaa Hunn. Roya Hunn Tau Apne Dostoon Mainn, Per Tujh se Tau Hanss Ke Hee Millaa Hunn. Ayyy Shakhs Main Teriii Justajuuu Se, Be-zaar Nahiin Hun, Thakkk Gaya Hunn. Main Shaam-0-Saharr Ka Nagmaa Garr Thaa, Abb Thakk Kay karahnay Laga Hunn. Kal Per hee Rakho, Wafa Ki Baaten, Main Aaj Bohat Bujhaa Huaaa Hunnn..

Ek Hunar Hai Jo Kar Gaya Hun Main, Full Ghazal By Jaun Elia

Image
Ek Hunar Hai Jo Kar Gaya Hun Main, Sabke Dill Se Utar Gaya Hun Main. Kaisy Apni Hansii Ko Zabttt Karun, Sun Raha Hun Kay Ghirr Gaya Hun Main. Kya Batayun Kay Marr Nahin Pata, Jeet-e-Jee Jab Se Marr Gaya Hun Main. Ab Hai Bs Apna Saamna Dar-Paish, Har Kisi Se Guzar Gaya Hun Main. Wohiii Naaz-O-Adaa Wohii Ghamze, Sar-ba-Sar Aaap Per Gaya Hun Main. Ajabb Ilzaam Hun Zamaane Ka, Kay Yaha Sabke Sar Gaya Hun MAin. Kabhii Khud Takk Pohanch Nahii Payaa, Jabb Kay Wahaan Umarr Bharrr Gaya Hun Main. Tum Se Janaa'n Milaa Hun Jiss Dinn Se, Be-Tarhaa Khudse Darr Gaya Hun Main. Koo-e-Janaa'n Main Sogg Barpaa Hai, Kay Achanakk Sudharr Gaya Hun MAin. 

چل آ اک ایسی " نظم "کہوں, جو"لفظ"کہوں وہ ہو جائے..

Image
چل آ اک ایسی " نظم "کہوں جو"لفظ"کہوں وہ ہو جائے،، بس"اشک"کہوں تو اک آنسو تیرے گورے"گال"کو دھو جاۓ،، میں" آ " لکھوں تو آ جائے میں"بیٹھ"لکھوں تو آ بیٹھے،، میرے"شانے"پر سر رکھے تو میں"نیند"کہوں تو سو جائے،، میں کاغذ پر تیرے"ہونٹ"لکھوں تیرے" ہونٹوں" پر مسکان آئے،،، میں" دل " لکھوں تو دل تھامے میں" گم " لکھوں وہ کھو جائے،، تیرے" ہاتھ " بناوں پنسل سے پھر" ہاتھ " پہ تیرے ہاتھ رکھوں، کچھ" الٹا سیدھا" فرض کروں کچھ" سیدھا الٹا " ہو جائے،،، میں " آہ " لکھوں تو ہائے کرے بےچین لکھوں"بےچین" ہو تُو،، پھر میں بےچین کا" ب" کاٹوں تجھے " چین" زرا سا ہو جائے،، ابھی"ع" لکھوں تو سوچے مجھے پھر "ش"لکھوں تیری نیند اُڑے،، جب"ق" لکھوں تجھے کچھ کچھ ہو میں"عشق" لکھوں تجھے ہو جائے  

خاموش لبوں پہ کوئی صدا نہیں آتی.. By Adil

خاموش لبوں پہ کوئی صدا نہیں آتی ناساز طبیعت کے واسطے دعا نہیں آتی آپ ہی ظلم ڈھاتے ہیں ہم پر صنم آپ کو بھی تو کرنی وفا نہیں آتی لوگ کرتے ہیں سجدہ پتھروں کو آپ کو نمازِ عشق کرنی ادا نہیں آتی اپنوں سے پردہ غیروں سے ستائش کی تمنا کیا بھلا ذرا سی بھی حیا نہیں آتی؟ چل لیتے ہیں لے چلیں جہاں قدم دل جلوں کو کرنی جفا نہیں آتی گزر چکے ہیں کتنے ہی کم سن نا جانے عاشقوں کو موت کیا نہیں آتی بے بس ہوے ہم راہِ الفت میں "عادل" اسی لیے کوئی بات محبت کے سوا نہیں آتی

Main Bhi Bohot Ajeeb Hun, By Jaun Elia

Main Bhii Bohot Ajeeb Hun, Itna Ajeeb Hun k Bss, Khud Ko Tabah Kr Liya Or Malal Bhii Nai. (JAUN ELIA)

Jaun !! Yaaron ke Yaar thy Hum Tau..!! - By Jaun Elia

Image
Aap Apna Ghubaar thy Hum Tau, Yaad thy, Yaadgaar thy Hum Tau, Pardagi ! Hum Se Kyun Rakha Parda, Tere hee Pardadaar Thy Hum Tau. Waqt ki Dhoop Main Tumhare liye, Shajar-e-Sayadaar thy Hum Tau. Uddy Jaty hain Dhool ki Manind, Andhiyoon Pe Sawar thy Hum Tau. Humne Kyun khud pe Aitbaar kiya, Sakhat Be-Aitbaar thy Hum Tau. Sharam Hai Apni Baar Baari Ki, Be-Sabab Baar Baar thy Hum Tau. Kyun Humain kr diya gya Majboor, Khud hee Be-Ikhtiyaar thy Hum Tau. Tumne Kesy Bhula diya Hum ko, Tum Se hee Mustaar thy Hum Tau. Khush na aaya Humein jiye Jaana, Lamhe lamhe pe baar thy Hum Tau. Seh bhi lete Humare Taano ko, Jaaneman Jaa'n Nisaar thy Hum Tau. Khud ko dauraan-e-haal mein apne, Be-Tarah Naa-Gawaar thy Hum Tau. Tumne hum ko bhi kar diya barbaad, Naadir-e-rozgaar thy Hum Tau. Hum ko Yaaron ne Yaad bhi na rakha, Jaun !! Yaaron ke Yaar thy Hum Tau..!!

Do Gharri Muyasar Ho Uska HumSafar Hona, - By Parveen Shakir

Do Gharri Muyasar Ho Uska HumSafar Hona, Phirr Humain Gawara Hai Apna Dar-Ba-Dar Hona..

Ku_Ba_Ku Phail Gae Baat Shanasai kii, By Parveen Shakir

Image
Ku_Ba_Ku Phail Gae Baat Shanasai kii, Usny Khushbu Ki Tarha Meri Paziraai Kii Kaise Keh dun K Mujhay Chor Diya Usny, Baat Tau Such Hai, Magar Baat Hai Ruswaaii Kiii Wo Kahin Bhiii Gya, Lauta Tau Mere Paas Aya, Basss Yahi Baat Hai Achiii Mere Harjaaiii Kiii Tera Pehlu Tere Dill Ki Tarha Abaad Rahy, Tujh Pe Guzry Naa Qyamat Shab-E-Tanhaiii Kiii Us Ne Jalti Hui Peshani Pe Jo Hath Rakhaa, Rooh Tak Aa Gai Taasir Masihaii Kiii.. (Parveen Shakir)

Aadmi Waqat Par Gya Hoga, Waqat Phle Guzar Gya Ho Ga!! - By Jaun Elia

Image
Aadmi waqt par gya hoga,   Waqt pahle guzar gya hoga. Woh humari taraf na dekh ke bhi,   Koi ehsaan dhar gya hoga. Khud se maayus ho ke baitha hun,   Aaj har shakhs mar gya hoga. Shaam tere dayar mein aakhir,   Koi toh apne ghar gya hoga. Marham-e hijr tha ajab iksir,   Ab toh har zakhm bhar gya hoga. !! (Jaun Elia)