Kabhi Ruk gaye! Kabhi Chal diye! Kabhi Chalty Chalty Bhatak gaye, Yunhi Umar Saari Guzaar di, Yunhi Zindagi kay Sitam Sahy... Kabhi Neend main, Kabhi Hosh main, tu Jahan Mila, Tujhay Dekh kar... Na Nazar Mili, Na Zuban Hili, Yunhi Sir Jhukka kay Guzar Gaye... Kabhi Zulf par, Kabhi Chasham Par, Kabhi Tere haseen Wajood par, Jo Pasand thy Meri Zaat main, 'Wo Shair Saary Bikhar Gaye... Mujhay yaad hai Kabhi Ek thy Hum, Magar Aaj hum hain Juda Juda... Wo Juda hovy tau Sanwar gaye, Hum juda hovy tau Bikhar gaye... Kabhi Arsh per, Kabhi Farsh per, Kabhi Un Kay dar, Kabhi dar badar, Gham-e-Aashiqi tera Shukriya, Hum kahan kahan Say Guzar Gaye...
Halat-E-Haal Kay Sabab, Halat-E-Haal Hee Gae Shauq Main Kuch Nahi Gaya, Shauq Kee Zindagi Gae Tere Wisaal Kay Liye, Apne Kamaal Kay Liye Halat Dil Ki Thi Kharaab, Aur Kharaab Kee Gae Aik Hee Hadsa Tau Hai, Aur Wo Yeh Kay Aaj Takk Baat Nahee Kahee Gae, Baat Nahee Sunee Gae Baad Bhee Tere Jaan-E-Jaan, Dill Main Raha Ajab Samaan Yaad Rahee Teri Yahan, Fir Teri Yaad Bhee Gae Sehan-E-Khayaal-E-Yaar Main, Kee Na Basar Shab-E-Firaaq Jab Se Woh Chandna Gaya, Jabse Woh Chandni Gae Nasha-E-Shouq-E-Rang Main, Tujh Se Judaee Ki Gae Aik Lakeer Khoon Ki, Beech Main Kheench Dee Gae Thi Jo Kabhi Sar-E-Sukhan, Meri Woh Khamoshi Bhee Gae Haayee Kaha Suna Ki Baat, Haayee Woh Baat Bhee Gae Shouq Ki Aik Umar Main, Kese Badal Sake Ga Dill Nabaz-E-Junoon Hee Tau Thii, Shehar Main Doobati Gae Uski Galii Se Uth Kar, Main Aan Para Tha Apne Ghar Aik Galii Ki Baat Thee, Aur Galii Galii Galii Gae Unki Umeed-E-Naaz Ka, Hum Se Yeh Maan Thaa Kay Aap, Umar Guzaa
Comments
Post a Comment